This is default featured slide 1 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 2 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 3 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 4 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 5 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

Monday, 30 November 2015

Sad | Dard Shayri Page 30

Sad Shayri Page 30

************************************************



has kar wo gam ki saja dete hai ,
zeher me thoda pyar mila dete hai,
jab b namm aata he unke diwane ka,
log DM kah k ungliya meri taraf utha dete hai


************************************************





************************************************



Tujhe Chahkar aisa lag raha hai ki
Apni zindagi ka majak bana baitha hu
Aisaa lag raha hai mujhe toa jaise
Na sach hone wala sapna sajaa baitha hoon

************************************************



Zindagi pyar ke naam hua karti hai.
Dil mein uththi hui ek tis kaha karti hai.
Ki har koi to nahi banwa sakta hansi TajMahal.
Har dil mein ek mumtaj raha karti hai.
Woh jo sar jhuka ke baithe hain.
Hamara dil chura ke baithe hain.
Humne unse kaha hamara dil hume lota do.
To bole, hum to HATHON ME MEHNDI laga ke baithe hain.

************************************************



Yeh raat itni tanha kyun hoti hai,
Kismat se apni sabko shikayat kyun hoti hai,
Ajeeb khel khelti hai yeh kismat,
Jise hum paa nahi sakte usi se mohabbat kyun hoti hai.

************************************************



Meri kabar par woh rone aayi hai
Hum se pyaar hai yeh kehne aayi hai
Jab zinda thy tou rolaya bahut
Aab hum aaram se soye hai
Phir se jagane aayi hai

************************************************



Ye maanta hoon k waqt ka zhankaar nahi hoon
Kya ye bhi galat hai tera yaar nahi hoon?
Parchhai kaat rahi ho meri,
Zara socho deewar hoon saye deewar nahi.

************************************************



Aasmanon se kaho agar humari udan dekhni ho,
Toa apna kadd aur uncha karle?.
Hasinon se kaho agar mohabbat dekhni ho to,
Humse aakar mile?????.

************************************************



Aaj phir se hawaon ne rukh badla hai
Aaj phir se fizaon me rang dhala hai
Mere dil ko hamesha ho raha hai ehsaas
Shayad kisi se ikrar hone wala hai.

************************************************



Ham To Ek Musafir The Teri Rehgujar Ke?
Socha Na Tha Teri Basti Me Apna Kabhi Makan Hoga?
Teri Rehmat Ke Kisse Kis Zuban Se Kahun?
Jise Teri Qadar Ho,Bhala Kaise Wo Fanaa Hoga?.

************************************************



Na koi kisi se door hota hai,
Na koi kisi ke kareeb hota hai,
Pyar khud chal kar aata hai,
Jab koi kisi ka naseeb hota hai
Na shaam udas hogi..na raat udas hogi.
Safed kapdo me lipti hui merI lash hogi.
Ae dafnane wale mujhe waha dafnana.
jaha subha shaam mere mehboob se mulakat hogi.
Raat ki tanhai mein unko awaaz diya karte hain
Raat mein sitaaron se unka zikre kiya karte hain
Woh ayen ya na ayen humare khwabon mein
Hum toh bus unhi ka intezaar kiya karte hain
Kisi ne hume rulaya to kya bura kiya,
Dil ko dhukaya tho kya bura kiya,
Hum to pehlese hi tanha the….
Kisi ne ehasas dilaya to kya bura kia.
Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya
apna bana kar bhula raha he koi,
khawab dikha kar rula raha he koi,
mar jayenge onke bina hum,
ye jante huve v dur ja raha he koi..

************************************************



Friday, 13 November 2015

Sad Shayri Page 29

Sad Shayri Page 29

************************************************

Mat karo meri batoon pe yakin ,
maine nashe mai hu,
Woh thi hamare kareeb ,
mai nashe mai haun.


************************************************

Pyar karna assan hai ae dost,
Par hai muskil usse nibhana hai,
Pyar to har koi kar leta hai jahan mein,
Par muskil sacha pyar pana hai???.
Lagta nahi ke sath nibhayega derr tak ,
Lekin wo mujhko bhool na payega derr tak,
Jo bhi kareb aayega uss ke,
Wo mere dastan sunaega…..


************************************************

Kisi ki yaadoan ne pagal bana rakha hai,
Mar na jau khi kafan sila rakha hai,
Dosto jalne se pehle mera dil nikal lena kahi vo na jal jaye
Jisse iss dil mai basa rakha hai.




************************************************

Usse kehna maze mai hai hum,
Bas zara yaaden satati hai,
Uski duri ka gum nai mujhe,
Bas zara aankhe bheeg jati hai??? .


************************************************

Usko Bas Itna Bata Dena,
Itna Aasaan Nahi Hai Tumhe Bhula Dena,
Teri Yaadein bhi Tere Jaisi hi Hain,
Unhe Aata Hai bas rula Dena.


************************************************

Utra hai mere dil mai koi chand nagar se,
Ab khauff nahi koi andheroan ke safar se,
Woh baat hai tuj mai ke koi tujsa nahi hai,
Ai kaash koi dekhe tujhe meri nazar se?.


************************************************

Mile tujhe na dukh zindagi mein,
Phoolon ki tarah mehke Khuda kare,
Zinda rahe naam abad tak tera,
Eid ki khushiyan tujhe mubarak Khuda kare
Teri Ek Hasi Pe


************************************************

Teri ek hasi pe ye dil qurbaan kar jaoo,
Aitraaz na ho agar to tera dil chura le jaoo,
Na behne du kabhi in aakho se aansu,
Tu kahe to tere saare sitam sah jaoo.


************************************************

Dil ki arzoo hai ke aap se gale mile
Ankh kehti ke wo aap ko hi dekhe
Intezar kar raha hoon mai kab me
Ab aap batae aap kiya kehte hai


************************************************

Agar tum mille to khuda se kya mangna
Mere khuda mujhe mere pyar milla do
Milke hum kabhi na juda honge
Agar judaiye ayegi to
Dubara janam lenge?.
Zindagi mein tum iss tarah jaise ki bahar aayi
Pyar iss tarah kiya ki gulzar aayi
Khush hum aise huae ki jaise basant ki fuhar aayi
Tumne dhokha iss tarah diya ki dil mai heartattack aayi


************************************************

Jaise dabbe honthon ko hai labhon ki pyaas
Waise sukhe patton ko hai barsaat ka ehsaas
Jaise amavas ko hai chandni ki pyaas
Waise humari ruh ko hai tumhari ruh ka ehsaas


************************************************