Dard se behaal ho chuke hai hum Kya iss dard ki dava nhi hai koi Hume to logo ki hasrat puri karne ki aadat ho chuki Kya hamari koi hasrat nhi
************************************************
Na hua mujhe kabhi dukh, na hua mai kabhi bebaaq tha.. Chuha jis chehre ko maine kabhi, vo humesha se mere liye raakh tha… Baha mai kabhi nadi bankar, baha mai kabhi fiza bankar.. Koi na tha sath chalne ko, koi tha to sirf shant zamaane ka sath tha…
************************************************
Pyar ka haq zamane mein sabhi ko hai Lekin pyar karne ka sila sab ko kahan milta hai Ye bhi kya kam hai ke kuch dair toh hum hass toh liye Bhala ye muqaddar bhi bhala sab ko kahan milta hai
************************************************
Dur kahin dur mujhe jaana hai Zindagi tune zara dair se mujhe pehchaana hai Itna bhatke hai ke manzil ka pata yaad nahin Raste pooch rahe hai ke kahan jaana hai
************************************************
Teri yaad ne hame jeene na diya, Chain se humko ab marne na diya, Hum peete hai teri yaad me zalim, Par iss duniya ne hame peene na diya,
************************************************
Jahan se chale the, phir vahin aa gaye, Sab manzil tak pahunch gaye, hum vahin khade reh gaye Tamasha ban kar reh gaye is jahan ke liye, Hum rote rahe, log wah wah kar ke nikal gaye
************************************************
Rakh le 2-4 botal kafan mein, Saath baith kar piya karenge, Jab mange ga hisab gunahon ka, Ek peg usse bhi de diya karenge..
************************************************
Maikhane saje thy,Jam ka tha daur, Jam me kya tha ye kisne kiya tha gaur, Jam me gum tha mere armano ka, Aur sab kahe rahe the ek Aur, ek Aur…
************************************************
Gum ke sagar me khabhi doob na jana, Manjil na payo toh toot na jana, Zindgi me agar dost ki kami mehsush ho Toh hum jinda ye bhool na jaana.
************************************************
Khud ko apne saaye se bachalo dosto, Kuch waqt khushise bitalo dosto, Jindagi to bewafa hai uska kya bharosa??? Maut ko mehbuba banalo dosto. …
0 comments:
Post a Comment