kashitiya to bahut aai gayi, sahil bhi kahan door tha par humko to tha shauk-e-samandar aur doobna manzoor tha.
************************************************
Hami ko katl hona tha banane tajruba shayad, hami ne mitiyo ke daam me kankar kharide hai, Kharide hai jis keemat pe Heere tumne jahawalo, Usi keemat pe maine raah ke pathar kharide hai.
************************************************
Ae khuda, kyun tune mujeh meri jaan se kiya juda Kiya tha ek haseena se pyar, woh bhi tune cheen lia Loot gaya, main barbaad ho gaya, kahin ka na raha Sach bata, kya jholi ujaadne ko tujhe aur koi nai mila? Ae khuda sun le tu Ailaan main aaj karta hu Dekhna ekdin main aaunga tere ghar dastak dene Ura le jaunga teri Menka aur Apsara ko churake.
************************************************
Main aur meri tanhayee, baithe hai hum do bhai Le ke haath mein ek kadak adrak-pyali chai Cha raha hai dil aur dimaag pe ab bus unhi ka khayal Than-thana raha hai yeh haath, jaise kar diya kisi ne isse ghayal.
************************************************
Apne Mukaddar Ka Ye Sila Bhi Kya Kum Hai, Ek Khushi Ke Piche Chupe Hazaro Gum Hai Chehre Pe Liye Phirate Hai Muskurahat Phir Bhi Aur Log Kehate Hai, Kitne Khushnaseeb Hum Hai
************************************************
Mujhe yaad hai voh din hamari aakhri mulakat ka, tune bulaya tha mujhe uss raat ko, kahe gayi tu mujhe bhool jao mein tujhe. par kya mein kabhi tujhe bhool paonga? abhi to swarg main hi mulakat hogi agar mein nark mein nahi jaonga!! Mera wo nazar hai aap se, kabhi nahi hathi Mera wo saya hai, apka peecha nahi chodthi Mera wo pyar hai apse, kisi aur ke saat bant nahi sakti, Agar shak ho tho puchlo hamare dhadkan se WO SIRF ZINDA HAI TUMARA NAAM SE.
************************************************
Na tuje pane ki tamana hai, Na hi tuje Chune Ki. Tamana to hai ki sirf tume dekhne ki… Are ye pyar hai.. Es me sirf dene ki tamana hai na kuck lene ki..
************************************************
kabhi yaroo ki mehfil me bait ke hum bhi piya karte the Kabh yaroo ke yaar ban ke hum bi jiya karte the Zindagi ne ki bewafi ,warna hum bhi zingadi se pyar kiya karte the.
************************************************
tum par hai fida, varna husn par mar mitna hamara kaam nahi, tujh ko na pigla doon aye pathar dil sanam, To ##### mera naam nahi.
************************************************
rota hai dil mera teri yaadon ko yaad karke, askhon ka sailab aa jata hai un baharon ko yaad karke, hamesha taro taza rahte hai wo paljo gujre the apki muskaan ke afsano mein, lekin ab lage ek pal saari zindagi, teri namaujudgi ke saye mein.
0 comments:
Post a Comment