Friday, 5 February 2016

Sad Shayri Page 42

Sad Shayri Page 42



************************************************


Aap to manzil ko mushkil samajte hain
Hum aap ko manzil samajte hain,
Bada fark hai aapke or hamare nazariye mai
Aap hame sapna or hum aap ko apna samajte hai

************************************************


Tumhari iss ada ka kya jawab dun,
Apne dost ko kya uphar dun,
Koi acha sa phool hota to mali se mangwate,
Jo khud gulab hai usko kya gulab dun…

************************************************


Tere iss rukh ko parakhna mushkil hai,
Teri har ada ko samjhana mushkil hai,
Kahi teri is berukhi se toot na jau,
Kyuki ab toot kar sambhalna mushkil hai

************************************************


Ae zalim pani me pathar mat phek
Us pani ko bhi koi pita hai
Ae bewafa is dil ko mat tor
Is dil me bhi koi rahta hai?

************************************************


Hatho ki lakiro me jeene ke ishare nahi hote
Kismat par jeene walo ko sahare nahi hote
Lehero se darkar kaha jaoge?.
Bich sagar kinare nahi hote..

************************************************


Diwali Ka Yeh Pyara sa Tyohar,
Jivan Main Laye Ek prakash Apaar,
Laxami ji Viraje Aapke Dwar
Shubh Kamna humari Karo Savekar..

************************************************


Khamakha Bewajaha khwab ban rahe hai,
Jiss Raah ki mazil ka pata nahi,
Uss raah par chal rahe hai,
Kaisi kismat payi hai, jise hamse Muhabbat nahi,
Ussi ke pyar mein jal rahe hai??

************************************************


Nam na ho kabhi ye masoom nigahain
Hamari arzoo hai aap sada muskraain
Udasi ka sath rahe hum talak,aur
Tere aashiyaan mai sada,baharain he jayain…

************************************************


0 comments:

Post a Comment