Friday, 19 February 2016

Sad Shayri Page 53

Sad Shayri Page 53



************************************************


Wo seth hi kya jo karz na de.
Wo mausam hi kya jo sard na de.
Wo insan hi kya jo farz na de.
Aur wo pyar hi kya jo dard na de.

************************************************


Na shikva hoga na shikayat hogi,
Jab bhi dil dhadkega to yaadon ki aahat hogi,
Saans na loon phir bhi ye band na hogi,
Tujhse baatein na ho to zindagi jung hogi,
Hero ke jeewan mein umang hogi agar uski jaan uske sang hogi.



************************************************


Kya hua jo aaj vo humare saath nahi,
Humare armanon ke paas nahi,
Vo to hamesha rahenge humare ehsason mein,
Chor jaye jo saath vo pyar nahi….

************************************************


Hamne jise dilo jaan se chaha,
Us bewafa ne kisi or ko chaha,
Pata nahi ham ashiq kyu unke liye faryad karthe hai,
Jabki pyar ke bahane to wo hame barbad karte hai.

************************************************


Ajf ir muje wo khayal aya,
Dard me maine jise apna paya.
Tadap utha pane ko takder apni,
Hosh hua to khudko tumse juda paya.

************************************************


Hota na koi sapna ager,
Rahate na dewano ke tarah hum.
Kartai na tujse mohabbat ager,
Jalte na prwano ke tarah hum.

************************************************


Divey di lo wangu
Zindagi da khel ve
Bhoj jana na diva jadon muk jana tel re.

************************************************


Farida main janeya dukh mujko
Sukh subhaya jag
Upar chadd ke dekhaya
Tan ghar ghar eho aag.

************************************************


Dekh kar unki aankhon mein ahsaas gehrey pyar ka
Humne aankhen moond li khwab ko khwab rehne diya
Dil mein basi tasveer ko ab kaise mitaayen hum
Aur toh koi nishan pyar ka humne na rehne diya.

************************************************


Wo samjhe na samjhe hamare jajbaat ko.
Hum manege unki har baat ko.
Hum chale jayenge ek din is duniya ko chod kar.
Wo ansuo se royenge har raat ko.

************************************************


Usne chudwa di apni kasam dekar,
Dosto ne pila di uski kasam dekar,
Pi to itni pi ki ladkhada kar gir gaye,
Dosto ne socha hum to mar gaye,
Le ja rahe the hume kabristan,
Raste mai padi ek sarab ki dukan,
Maine kaha dosto do-char botal aur le lo apni kabra par baith kar piyenge,
Khuda mangega jindgi ka hisab use bhi ek peg bana kar de denge.

************************************************


Tute huye gilas mai jaam nahi aata.
Door jaane walo ka koi paigam nahi aata.
Mera dil todne se pehle ye to socha hota.
Tuta hua dil kisi ke kaam nahi aata.

************************************************


0 comments:

Post a Comment