Sunday, 31 May 2015
Friday, 29 May 2015
Bewaffa Shayri :: Sad,Hurt,Dard-Shayri Page 6
************************************************
Apse dil agar mila na hota Aaj apse dil ko gilaa na hota Apke dil me bhi wafaa hoti To judaai ka koi silsila na hota************************************************
Jo palako me gam chhupaye hote hain Wo zamaane ke sataaye hote hain Jinko samjhaa sadaa se apnaa Wahi apne ant me paraaye hote hain************************************************
Khushi mili ya gam humne kabhi chhupaye nahi Unke gam me zindagi bhar hum kabhi muskuraye nahi kaash wo sun paate gam bhari daastaan meri Hum rok na sake aur wo laut kar kabhi aaye nahi************************************************
Dhool ko pairo ki parwaah na rahi Saanse bhi jism ki sadaa na rahi Mana ki dhadktaa hai dil unki yaad se Par us dil me humaare liye wafaa na rahi************************************************
Teri meri soch me fark hai zalim Warna aaj itna bura anjaam na hota Duniya hume jhuk ke salaam karti Agar Humara pyaar nakaam na hota************************************************
Jo rounga to palko pe nami reh jayegi zindagi bas naam ki zindagi reh jayegi ye nahi ki tum bin jee na paunga haa magar zindgi mein ek kami reh jayegi************************************************
Labjo ne chhod diya hai bayan karna hal-e-dil ka fasana itne dhokhe khaye hai pyar mein ki dil ne bhi chhod diya hai dil mein kisi ko bsana************************************************
Rulana hi tha hame to kyo hasaya tha hame bigadna tha hame to kyo banaya tha hame bhool gaya tha dil todne ki aadat hai tumhe ho gayi mujhse galti kyo hamdard banaya tha tumhe************************************************
Zindagi ki kitab ke kuch panne hote hai kuch aapne hote hai kuch begane hote hai pyar se sanvar jati hai zindgi bas pyar se rishte nibhane hote hai************************************************
Mohabbat karnewalo ko diwana keh diya Shamma pe jalnewalo ko parwana keh diya Mohabbat ko dafnaya paththar ke niche Aur logo ne uska naam Tajmahal rakh diya************************************************
Bewaffa Shayri :: Sad,Hurt,Dard-Shayri Page 5
************************************************
Kal tak ham apki jaan hua karte the pata nahi kitni bar izhaar-e-mohabbat kiya karte the aajkal pata nahi kya hua unhe ke baat cheet kuchh kam kiya karte hai gaur se socha to pata chala ke pehle ham unki zarurat hua karte hai************************************************
Itna bhi na chaho kisi ko ke apki chahat ka pata na chale uski yaad me aap duniya chhod do aur unhe apke jaane ki wajah ka pata na chale************************************************
Dil ke tukde se Awaaz aati thi kabhi Bhari hui aankon se Aansu aate the kabhi Magar ab to khamosh hain barson se Lagta hai Tumhari bewafai kubul ki maine dil se************************************************
Bewafa se wafa ki to kya paya humne Dhokha Fareb aur daga paya humne Sachhai ka sila humko ye mila Aakhir me khud ko thaga paya humne************************************************
kisiki yaadon ne pagal bana rakha hai kahin mar na jayein kafan silwa rakha hai Dafnane se pahle DIL nikal lena kahin wo dafan na ho jaye jise dil me basa rakha hai************************************************
Dil kisi paagal ke haath me patthar ki jaisa Aur kisi nadaan ke haath me aayine ki jaisaa hota hai Phikar mat karo, pehle wala todne ke liye tayaar ho to dusre wala tootne ke liye hameshaa tayaar hotaa hai************************************************
Bujh gaye bhi to kya apne dil ke diye Abhi na royenge hum roshni ke liye Dil ka shisha jo tuta to gam kyu kare Dard kai hai bus zindagi ke liye************************************************
Tere liye chhod ke sab kuch tere ho gaye muh phiraya aisa ki ham hi akele ho gaye Har rat jag kar rote rahe, khud hi chup ho gaye aap ne puchcha bhi na, aur kisi apne ki baho me kho gaye************************************************
Khoon ke rishte har rishte se bade hote hai Duniya jinhe jane woh nate anmol hote hai Ham mar bhi jayen to samjhoge nahi kyoki benam rishto ke koi anjam nahi hote hai************************************************
Mere gareebi dil me mat raho Mere kareebi kal me mat raho jaha bhi ho is duniya me hamesha tum salaamat raho************************************************
Wednesday, 27 May 2015
Bewaffa Shayri - Sad/Hurt/Dard-Shayri Page 4
************************************************
Taras Gaye Thodi si Wafa ke Liye kisi Se Pyar Nhi Karenge khuda ke Liye Qki jab lagti Hai Ishq ki Adalat Ham hi Chune Jate Hai Saja ke Liye************************************************
Wo bewafa mera imthihan kya legi Milegi nazar to nazar jhuka legi Usse meri kabr par diya mat janalane dena yaro Wo naadan hai apna hath jala legi************************************************
Na jane kyu Dil me khayal ata hai Na jane kyu Dil jala ke chala jata hai Na jane hamse kya khata hui ki jo hamare Dil me ata hai wohi Dil Tod ke chala jata hai************************************************
kya hua jo wo bhul gaye hame kya hua jo wo tadapte nahi hamari yaad me kya hua jo kadr nahi hamari na tere jaane ka dukh hai na teri bewafai ka khumar hai ham to ji lete hai khusi se ke hamare dil me tere liye chahat beshumaar hai************************************************
Pyar kisi se jitna kiya ruswai hi mili Wafa chahe jitni bhi ki bewafai hi mili Jitna bhi kisi ko apna bana kar dekha Jab aankh khuli to tanhai hi mili************************************************
Khabi Khud Pe Khabi Halat Pe Rona Aaya Baat Nikli To Har Ik Baat Pe Rona Aaya Hum To Samjhe The Ke Hum Bhool Gaye Hain Un Ko Kya Hua Aaj Ye Kis Baat Pe Rona Aaya Kis Liye Jeete Hai Hum Kis K Liye Marte Hai Baar Baar Aise Sawalaat Pe Rona Aaya Kon Rota Hai Kisi Aur Ki Khatir Ay Dost Sab Ko Apni Hi Kisi Baat Pe Rona Aaya Khabi Khud Pe Khabi Halat Pe Rona Aaya Baat Nikli To Har Ik Baat Pe Rona Aaya************************************************
Tanha hu tanha rehne de Is kadar phir mujhe pyaar na kar In Zakhmo ko hara rehne de marham laga ke inhe barbaad na kar Teri Aankho ke zantar mantar se bahar nikalna hai mujhe Yu nazare mila ke mujhe gumraah na kar Teri meri yaado ka gulistaa ab murjha gaya hai mujhe hichkiya dila ke ise gulzaar na kar Barbaad hua hai mere dil ka shehar teri hi chahat me Yu muskura ke isse aabaad na kar Akela hi kata tha meri zindagi ka safar Mere saath reh ke meri aadat kharaab na kar Uske darbaar me haq ka sabko mila hai Usse koi aisi waisi fariyaad na kar************************************************
Ham to bewafa se bhi wafa nibhate hai unhe sahara dekar khud besahara ho jaate hai ab ye baat samajh me aayi hai pyar ka duja naam hi bewafai hai log to yun hi aap ko badnam kiya karte hai************************************************
Unhe alvida keh rahe the ham toh rote-rote khuch khas nahi yaaro unki kashti paar laga rahe the ham apni kashti dubo ke************************************************
Aap ke paas hamare liye waqt na tha shayad masroof hogi kuch khas logo ke sath jab aapko jamaane bhar ki khushiya di hamne hame zindagi bhar ki tanhai mili aapki kuch hasin yaado ke sath************************************************
Bewaffa Shayri - Sad/Hurt/Dard-Shayri Page 3
************************************************
Aaj hum unhe bewafa batakar aaye hain Unke likhe khaton ko pani me bahakar aaye hain Koi nikaalkar padh na le unn khaton ko Isliye pani me aag lagaakar aaye hain************************************************
Ek bewafa se wafa kar rahi hu main usse nahi khud se zafa kar rahi hu main wo jee raha hai shaan se apni zindagi aur zindagi ko khud se khafa kar rahi hu main************************************************
Thukra ke usne mujhko kaha ki muskuraao Maine has diya aakhir sawal uski khushi ka tha Maine khoya woh jo mera tha hi nahi Usne khoya wo jo sirf usi ka tha************************************************
Jiske pyaar ke liye humne sabko daga diya Jiski yaad me humne rab ko bhula diya Phir bhi tohfa mila mujhe intezaar ka Jiske izhaar ki khatir khud ko mita diya************************************************
Kabhi khushi mili to kabhi rooth gayi mujhse Teri yaad meri zidagi loot gayi mujhse Itna dard tha mila tere pyaar se mujhe Bandagi mere rab ki bhi chhooth gayi mujhse************************************************
Kisi se dil lagaya na hota Gham itna ankho me aaya na hota Samajhte kisi ko na puri duniya apni Duniya me khudko tanha paya na hota************************************************
Sapna Kabhi Sakar Nahi Hota Mohabbat Ka Koi Aakar Nahi Hota Sub Kuch Ho jata Hai Is Duniya Mein Magar Dubara Kisi Se Sacha Pyaar Nahi Hota************************************************
Dhoka fareb zamane me reh gaye ham pyar ka haq ada karne me reh gaye jo sath chale the wo aage nikal gaye hum raste ke patthar hatane me reh gaye************************************************
koi kisi ke liye kuch nahi karta Marne wale ke sath koi nahi marta Suna hai log bhul jate hain maut ke baad Yahan to zinda hain fir bhi koi yaad nahi karta************************************************
wo hmare toote huye dil ke kaabil na huye lakh koshish ki hamne par kuch haasil na huye are pyar nibhana to dur ki baat hai wo to dosti nibhane ke kabil bhi na huye************************************************
Bewaffa Shayri Page 2
************************************************
Wo dost tha mera magar dushmani nibha gaya Wo jaate jaate apni haqeeqat bata gaya Bekasoor hona bhi ek jurm hi tha mera Gunah karke khud mujhe mujrim bana gaya************************************************
jiske deedaar ko tarasti thi ye nazre jiski yaad me chup chup ke rote the jiske liye fanna hue dil-o-jaan se jiske liye sapne sanjote the aaj wahi aks dil ko dard deta hai aaj wahi yaadein seene me chubhti hai aaj wahi ishq pe taras aata hai jisme ham deewaane hue phirte the************************************************
Pyaar tum naa karo iska koyi gam nahin Bewafaa mat kaho Bewafaa hum nahin Jhoote waade karein Woh sanam hum nahin Bewafaa mat kaho Bewafaa hum nahin************************************************
Jinna Khatir Vechiya imaan asi ona hi keh beimaan dita jinna layi jhalle hoye firde sa ona hi pagal gardaan dita ikko zindgi ch kita kaarnama dil ona naal la baithe kiti ona bewafayi gholiye waliya te maut naal sanmaan dita************************************************
Be-sabab rooth rooth jaaye koi ab kahan tak use manaye koi Hum pe aur be-wafaai ki taumat kuchh khuda ka to khauff khaaye koi Pyar se maange to jaan bhi haazir aaye sau baar aazmaaye koi Hum to daata usee ko maanenge pyar ki daulat jo lutaaye koi Wah-e-chaman, Gul-e bahar kya kare jab inhe raas na aaye koi Apne dushmanon se to hum nipat lenge mere doston se to mujhe bachaye koi************************************************
Bewafai Ke patharo Se Mujhe Tab se Darr Lagne Laga hai Ke Wafa Ke Mahal Kaanch ke Hote hai Jabse Yeh Pata Chala Hai************************************************
Kafan na dalo mere chehre pe Mujhe aadat hai muskurane ki Na dafnao meri laash ko abhi Mujhe umeed hai uske aane ki************************************************
Apne geeton ko hothon par saja kar laaya hun apne ashkon ko khoon mein bhigo kar laaya hun apne sulagate armaano ki roshni se teri mahfil ko sajaane aaya hun Bewafai ka teri zikar nahi hoga hothon par bhi uff talak nahi hoga mehandi rachegi doli bhi uthegi dhadkano ka chahe dil mein toofan hoga Apne iss pyar ke unn hansi palon ko main nagmon mein sanjo kar laaya hun************************************************
Marr jaate hum unhe haal-e-dil batane ke baad Par kambakhat maut hi us pal se pehle aa gayi************************************************
Maine chaaha jise dilo jaan se Usne dhokaa kiya mere imaan se Jiske pyaar me andhaa huaa tha main Usne Hi milaa diyaa shamsaan se************************************************
Tuesday, 26 May 2015
Bewaffa Shayri :: Sad,Hurt/Dard/ Page 1
************************************************
Jab dil toot-ta hai to awaz nahi aati Mohabbat har kisi ko ras nahi aati Ye to apni apni baat hai yaaro koi to bhula nahi pata Aur kisi kisi ko yaad nahi aati************************************************
saamne reh kar vo mere mujhko zakhm aise deta hai jaise usko pyaar karne ki saza vo mujhko deta hai jaane kitni baar kaha humko aaj bhi tumse pyaar hai badlunga na mai kabhi dil se karta vo iqraar hai hum bhi kitne naadan the jo yakeen uska kar liya kitna paak tha pyaar mera vo sara usi se kar liya? kaise keh du mai usko kuch, jo kabhi sirf mera imaan tha begunaah hai vo shayad in paak rishto se anjaan tha kuch bhi kehna nahi chahte us se mgr halaat mazbur kar dete hai na chah kar bhi vo harpal ik nya zakham mujhko dete hai na samajh sake vo mera pyaar na samjhi meri dosti khud ko jala kar bhi humne deni chaahi usko roshni kuch bhi ho is dil ko unse pyaar hai gum nahi dungi khushiya is baat ka iqraar hai************************************************
Aaj uski mahobaat me kami dekhi chand ki chandni me bhi kuchh nami dekhi main lout aya wapis jab auron ke sath uski mehfil jamti dekhi************************************************
jal ke khakh ho gaya dil ankho se roya na gaya zakham kuch aise mily ke phoolo pe bhi chain se soya na gaya************************************************
Bar bar zindagi ko aazmaya hai hamne Har pal har lamha sirf gam paya hai hamne Dil ke tukde usi ne kiye hai hamare Dil ki gehraiyo me jise basaya hai hamne************************************************
CHAHTE HAI TUJHE BEWAFAAI KI SAZA NA MILE TUHJE IS KHITAB SE KABHI RAZA NA MILE LAKH BADAL JAYE TERE CHAHNE WALE PAR UNHE CHAHNE ME TUJHE WO MAZA NA MILE************************************************
Bewafa teri bewafai pe bhi naaz hai hum ko kyu ke tune bewafai bhi ki to wafa ke baad************************************************
Mat Puchho Mere Dil Ka Haal Aapke Dil Bhi Bikhar Jayenge Is Liye Nahi Sunate Apne Dil Ka Dard Kisi Ko Ye Sunke To Tanhai Ke Bhi Aansu Nikal Aayenge************************************************
Teri bewafai ke jakham jab jab yaad aaye bebus ashq meri aankhon me chhalak aaye wafao se tola hai tune meri wafao ko kash koi kisi ko is tarah kabhi na aajmaye darta hai dil ab to apni hi tanhai se kahi jaam-e-wafa chhalak hi na jaaye************************************************
Ek din jana to tha magar Aise mera dil thodkar to nahin Thumhare bina main jee loongi magar In yaadon se tum jaate kyun nahin?************************************************
Monday, 25 May 2015
Sad Shayari Page 19
************************************************
Jab bhi kisi ko kareeb paya hain,Kasam khuda ki wahi dhokha khaya hain,
Kyon dosh dete hain hum kaanto ko,
Zakhm to humne phulo se hi paya hain.
************************************************
Aaj teri yaaad ko seene se laga ke roye,khayalo me tujhe pas bulake roye,
haazar baar pukara tujhko tanhai me,
har bar tujhe paas na pakar roye.
************************************************
Dil yeh nadaan na samjhe duniya ki rashmo ko,Chali hai ishq ka izaar karne..
Lakh manaya padh phir bhi na mana kamwaqt ne
Zaher pi karr bhi rok na paya Aankhon ki aasuyon ko.
************************************************
In aansuon ki kuch to kadar karr meri jaanIsme chupa hai mohabbat tere liye
Youn to mera zanazaa uthega teri jane ke baad
Jisme ek tajmahal banayenge tere liye.
************************************************
Kar diya kurban khud ko, hamne wafa ke naam par,Chod gaye wo hamko akela majburiyo ke naam par.
************************************************
Kabhi Na Aaye Mere Saath Chalke..Hamesha Gaye Muje Barbaad Karke..
Agar Kabhi Aa Jao Meri Mayaat Pe..
To Keh Dena Abhi Soya Hain Tuje Yaad Karke
************************************************
Usey Kehna K Mere Marny Par Aansoo na bahay.....!K Mujhe Apni Mout Sy Ziada Usky Aanso ka dukh ho ga.
************************************************
Mujhe aaj bhi uske pyaar ki shiddat ronay nahi detiWo Kehte The Mar Jayenge Tere Aansun K Girne Se Pehle...
************************************************
Sheeshe ke dil me thi tasveer teri bassi,Sheesha toh tod diya, parr tasveer na chura saki.
. Mila kya tujhe mere iss dil se khelkar,
Jaan hi chahiye thi toh maang kar dekhi hoti...
Gham hain use hum rok na sake - a sad shayari
Gham hai ki woh hume samajh na sake,
hum mil karr bhi mil na sake,
do pal ki khushuyan thi meri zindegi mein,
gam hai ki ushe v hum rok na sake
************************************************
dil mein patthar rakh ke unse mooh mora humne,khud ko tod k unka dil toda humne,
na jane kitane sitam saha tere liye is dil ne,
padh kuch gila v na kar paya humne Khushiyaan ek kahani ban k rah gayi,
milte milte yeh dooriyaan badti gayi,
na jane kahaan gayi woh khilti huyi mausam,
dil mein ek andhera si cha gayi.
************************************************
Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake,diwane dil pe kabu hum pa na sake,
aaj itne karib se gujar gaye wo,
phir bhi unka hath hum tham na sake
************************************************
Dard se hath na milate to or kya karte,Gam ke aansoo na bahate to or kya karte.
Usne maangi thi humse roshni ki dua,
Hum khud ko na jalate to or kya karte
************************************************
Wednesday, 20 May 2015
Sad Shayari Page 18
************************************************
Honth Thak Gaye Hain Manaa Manaa Kar, Aisa Sang Dil Yaar Mila Hai. Jisne Pyaar Bhi Diya Rula Rula Kar...!!!************************************************
ina Bataye Usne na jane Kyu ye Duri Kardi, Bhichhad Ke Usne Mohabbat hi Adhuri Kardi, Mere Mukaddar me Gham Aye to Kya Hua, Khuda ne Uski Khwaish to Puri Kardi....************************************************
Gum Hai Ki Woh Hume Samajh Na Sake, Hum Mil Kar Bhi Mil Na Sake, Do Pal Ki Khushiyan Thi Meri Zindegi Mein, Gum Hai Ki Use Bhi Hum Rok Na Sake..************************************************
Ladki Sath Ho To- Hotel Bill, Ladki Door Ho To- Mobile Bill, Ladki Door Ho Jaye To- Daru Ka Bill, Is Liye Na Lagao Dil, Na Ayega Bill,************************************************
Kash Jate Hue Waqt Ko Rok Pate, Dosti Me Bitaya Har Lamha Jod Pate, Na Jane Kitni Yadain Dosto Ne Di Humai, Kash Unke Liye Zindegi Pichhe Mod Pate.************************************************
Bikhre Ristey Ko Koi Roop Dedo, Khilte Phoolo Ko Thodi Dhoop Dedo. Aap Ki Yaad Aayi To Sms Kiya Humne, Aap Bhi Hamari Yaad Ane Ka Koi Sabut Dedo.************************************************
Roshni Ki Tarah Aapki Zindagi Me Noorr Ho, Kabhi Na Hum Ek Dujhe Se Door Ho, Agar Bichhde Toh Iss Vado Ke Sath Ki, Maut Ke Baad Bhi Apni Yeh Dosti Zarur Ho.************************************************
Great Lines.. Aapki khushi me aapke sath Sirf wo Hoga Jisse Aap Pyar katre hain Par Aapke Gum me sirf wo hoga Jo Aapse Pyar karta hai..************************************************
Anshu bahane se haton ki lakir nehi mit ti jhoot bolnese sachai nehi chupta tere kehenese me bhool nehi sakta bin tere ek pal ab me jeenehi sakta,************************************************
Woh aatey hain to dil man ik kassak si mehsoos hoti hai, Main dartaa hoon kahin iss ko mohabbat to naheen kehtey..************************************************
Ye Meri Talash Ka Jurm Hai Ya Meri Wafa Ka Kasoor..!!! Jise Dil K Jitna Qareeb Laaoo Utna Hee Be-wafa Nikalta Hai..!!!************************************************
Sad Shayari Page 17
************************************************
Kisi Ki Yaad Ko Dil Mein Basa Ke Roye Kisi Ki Tasveer Ko Seeney Se Laga Ke Roye Jo Wada Kia Tha Hum Ne Kisi Se ... Hum Us Wady Ko Nibha Ke Roye Jis Shakhs Ko Hamari Zaroorat Nahi Thi...[n] Hum Us Shakhs Ko Apni Aarzu Bana Ke Roye Jis Ne Hamein Apne Qadmon Tale Bhi Jaga Na Di************************************************
Humne Manga Tha Saath Unka, Woh Judaai Ka Gum De Gayee, Hum To IN Yadoon Ke Sahare Jee Lete, Par Woh Bhool Jane Ki Kasam De gaye.....************************************************
Royi Kuch Is Tarha Se Mere Jism Se Lagke Wo, Aisa Laga Jaise Kabhi Be-wafa Na Thi Wo, Humne Dard Uska Samjha, Magar Wo Mera Dard Samjh Nahi Pai.************************************************
Halaton ne unhe itna majboor kar diya, ke lachar hoke wo gamo me doob jane lage, Jinhe thi har kadam mere sath ki aadat, meri duniya se aaj wahi door jate rahe, Zamane ki janjeeron se the hum jakde is kadar, Samne hi mere gair unki maang sajate rahe, Meri zindagi ab kisi aur ki amanat bani, ek hum hi the jo ispe bhi mahfil me taali bajate rahe…************************************************
Barang Tumari Duniya Hai Barang Meri Tasveer Bani, Befawa Mari Kismet The Befawa He Mari Takdeer Bani… Kis Kis Bewafa Se Ru-Baru Karayein Aapko Jb hamari pehli mohbbat hi bewafa nikli… Kehte the saath denge zindagi bhar, magar aaj waho hame chod kr jaa rahe he, Meri bebasi to dekho dosto khade he paas,magar rook na paa rahe he…************************************************
Juda Ho Kr Wo Hmse Kabhi Kush Na Rehpayegi, Kyoki Hmne To Har Duao Mein Unhi Ki Talab Ki Thi, Mil Bhi Gaya Hmse Behtar Koi Fir Bhi, Yaade Hamari Kbhi Dil Se Nikal Na Payegi…************************************************
Roo Roo Kr Gujarti Hai Mere Raate, Yaad Aati Hain Teri Har Mulakat Wo Haseen Baate, meri raate…Jane Se Pehle Ek Baar Bata To Diya Hota Ayesha, Hm B Tere Sath Ye Duniya Chod Jate…************************************************
Hamein Pata Tha Teri Mohabbat Ke Jaam Mai Zeher Hai, Tery Pilany Mai Itna Khus Tha Ke Hum Thukra Na Saky…************************************************
Usse apni zid ki fikar thi…. Muje apne pyar ka khayal tha…. Na mil sake hum fir kabhi…. wo Hamari Mohobbaton Ka Zawal Tha Mere Liye Uska Sath Hi Sab kuch tha…. Uske liye ye sab mazak tha…. Usse bas apni manzilo ki fikar thi…. Aur yaha Mere Zindagi Ka Sawal Tha….************************************************
Intzar Ki Aarzu Ab Kho Gayi Hai, Khamoshiyo Ki Aadat Ho Gayi Hai, Na Sikwa Raha Na Shikayt Kisi Se, Agar Hai To Ek Mohbbat, Jo In Tanhayion Se Ho Gayi…************************************************
Nasha Hum Karte Hai, Ilzam Sharab ko Milta Hai, Magar Ilzam Sharab Ka Nahi Unka Hai, Jinka Chehra Ham Har Jam Me Nazar Ata Hai…************************************************
Subscribe to:
Posts (Atom)