Kal tak ham apki jaan hua karte the pata nahi kitni bar izhaar-e-mohabbat kiya karte the aajkal pata nahi kya hua unhe ke baat cheet kuchh kam kiya karte hai gaur se socha to pata chala ke pehle ham unki zarurat hua karte hai
************************************************
Itna bhi na chaho kisi ko ke apki chahat ka pata na chale uski yaad me aap duniya chhod do aur unhe apke jaane ki wajah ka pata na chale
************************************************
Dil ke tukde se Awaaz aati thi kabhi Bhari hui aankon se Aansu aate the kabhi Magar ab to khamosh hain barson se Lagta hai Tumhari bewafai kubul ki maine dil se
************************************************
Bewafa se wafa ki to kya paya humne Dhokha Fareb aur daga paya humne Sachhai ka sila humko ye mila Aakhir me khud ko thaga paya humne
************************************************
kisiki yaadon ne pagal bana rakha hai kahin mar na jayein kafan silwa rakha hai Dafnane se pahle DIL nikal lena kahin wo dafan na ho jaye jise dil me basa rakha hai
************************************************
Dil kisi paagal ke haath me patthar ki jaisa Aur kisi nadaan ke haath me aayine ki jaisaa hota hai Phikar mat karo, pehle wala todne ke liye tayaar ho to dusre wala tootne ke liye hameshaa tayaar hotaa hai
************************************************
Bujh gaye bhi to kya apne dil ke diye Abhi na royenge hum roshni ke liye Dil ka shisha jo tuta to gam kyu kare Dard kai hai bus zindagi ke liye
************************************************
Tere liye chhod ke sab kuch tere ho gaye muh phiraya aisa ki ham hi akele ho gaye Har rat jag kar rote rahe, khud hi chup ho gaye aap ne puchcha bhi na, aur kisi apne ki baho me kho gaye
************************************************
Khoon ke rishte har rishte se bade hote hai Duniya jinhe jane woh nate anmol hote hai Ham mar bhi jayen to samjhoge nahi kyoki benam rishto ke koi anjam nahi hote hai
************************************************
Mere gareebi dil me mat raho Mere kareebi kal me mat raho jaha bhi ho is duniya me hamesha tum salaamat raho
0 comments:
Post a Comment