Monday, 25 May 2015

Sad Shayari Page 19

Sad Shayari Page 19

************************************************

Jab bhi kisi ko kareeb paya hain,
Kasam khuda ki wahi dhokha khaya hain,
Kyon dosh dete hain hum kaanto ko,
Zakhm to humne phulo se hi paya hain.




************************************************

Aaj teri yaaad ko seene se laga ke roye,
khayalo me tujhe pas bulake roye,
haazar baar pukara tujhko tanhai me,
har bar tujhe paas na pakar roye.


************************************************

Dil yeh nadaan na samjhe duniya ki rashmo ko,
Chali hai ishq ka izaar karne..
Lakh manaya padh phir bhi na mana kamwaqt ne
Zaher pi karr bhi rok na paya Aankhon ki aasuyon ko.


************************************************

In aansuon ki kuch to kadar karr meri jaan
Isme chupa hai mohabbat tere liye
Youn to mera zanazaa uthega teri jane ke baad
Jisme ek tajmahal banayenge tere liye.


************************************************

Kar diya kurban khud ko, hamne wafa ke naam par,

Chod gaye wo hamko akela majburiyo ke naam par.


************************************************

Kabhi Na Aaye Mere Saath Chalke..
Hamesha Gaye Muje Barbaad Karke..
Agar Kabhi Aa Jao Meri Mayaat Pe..
To Keh Dena Abhi Soya Hain Tuje Yaad Karke


************************************************

Usey Kehna K Mere Marny Par Aansoo na bahay.....!
K Mujhe Apni Mout Sy Ziada Usky Aanso ka dukh ho ga.


************************************************

Mujhe aaj bhi uske pyaar ki shiddat ronay nahi deti
Wo Kehte The Mar Jayenge Tere Aansun K Girne Se Pehle...


************************************************

Sheeshe ke dil me thi tasveer teri bassi,
Sheesha toh tod diya, parr tasveer na chura saki.
. Mila kya tujhe mere iss dil se khelkar,
Jaan hi chahiye thi toh maang kar dekhi hoti...
Gham hain use hum rok na sake - a sad shayari
Gham hai ki woh hume samajh na sake,
hum mil karr bhi mil na sake,
do pal ki khushuyan thi meri zindegi mein,
gam hai ki ushe v hum rok na sake


************************************************

dil mein patthar rakh ke unse mooh mora humne,

khud ko tod k unka dil toda humne,

na jane kitane sitam saha tere liye is dil ne,

padh kuch gila v na kar paya humne
Khushiyaan ek kahani ban k rah gayi,

milte milte yeh dooriyaan badti gayi,

na jane kahaan gayi woh khilti huyi mausam,

dil mein ek andhera si cha gayi.


************************************************

Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake,

diwane dil pe kabu hum pa na sake,

aaj itne karib se gujar gaye wo,

phir bhi unka hath hum tham na sake




************************************************

Dard se hath na milate to or kya karte,

Gam ke aansoo na bahate to or kya karte.

Usne maangi thi humse roshni ki dua,

Hum khud ko na jalate to or kya karte


************************************************

0 comments:

Post a Comment