Sunday, 20 March 2016

Sad Shayri Page 63

Sad Shayri Page 63



************************************************


Tanha rahna to sikh liya humne
par kabhi khush na rah payenge
Teri duri to seh leta hai ye dil
Par teri dosti k bina hum ji na payenge..

************************************************


koi awda nahi fir bhi intzar tha,
dur hone pr bhi dosti ka aitbar tha
aap k chehre ki muskurahat bata rahi hai
aap ko mere hi sms ka intjar tha ….!

************************************************


sapno ki duniya ajib hoti hai
Jhuthi hi sahi par har khusi nasib hoti hai
besak aate hai sapne kuch pal k liye
pr in palon me JANNAT kitni karib HOTI hai..



************************************************


ye zindgi hasin hoti Jo chahne se
har dua kabul hoti kehne ko to sab
apne hi hai
par kash koi aisa bhi ho jise humare dard se taklif hoti

************************************************


sunahri yadon ka ehsaas rehne do
dil aur juban pr mithas rehne do
yahi dastur hai jindgi ka
na raho udas aur na kisi ko udas rehne do..

************************************************


humne aasuon se pucha,
kyo mera majak banate ho,
kyon sab k saamne hi chale aate ho .
aansu bola- mehfil me bhi aap ko tanha pate hai
is liye saath dene chale aate hai….

************************************************


me laut aaunga jab tum mujhe bulaaogi,
mujhe yakeen hai tum rasme wafa nibhaogi.
me jaanta hoon tum Bewafa nahi bebas ho
todkar zanzirein tamam tum ek din chali aaogi….

************************************************


Dil toot jaata hai,par khanak nahi hoti,
har dhadkan roti hai par palak nahi roti,
muhobbat naam hai khuda ki bandgi ka,,
jo sharto pe ho wo muhobbat nahi hoti

************************************************


na gum do khuda ko yaad kar ke,
kahan chal diye tum hamain barbad kar ke,,
me barbad hona bhi gawara karunga,,
agar tum khush ho mujhe barbad kar ke..

************************************************


Jab Unke pass Mera dil gaya,
Udas chehra khil gaya.
Unhone bhi kar diya IZHARR – E – Mohabbat,
phir aisa laga jaise sara jahan mil gaya…

************************************************


0 comments:

Post a Comment