Guzarte Lamho Me Sadiya Talash Karta Hoon, Ye Meri Pyas Hai Nadiya Talash Karta Hoon, Yahan To Log Ginate Hai Khubiya Apni, Me Apne Aap Me Khamiya Talash Karta Hoon..
************************************************
Har Nazar Ko Ek Nigaah Ka Hak Hai, Har Rooh Ko Ek Aah Ka Hak Hai. Hum Bhi Dil Lekar Aaye Hai Es Duniya Me, Hume Bhi Ek Gunaah Ka Hak Hai
************************************************
Khamosh Kuch Aise Rehne Laga Hun, Jaise Zindagi Me Kuch Raha Hi Nahi, Dil To Rota Raha Bahot, Aankho Se Ek Ashq Bhi Na Chhalka Kabhi.-
************************************************
Jindgi Me Jb Jb Unhe Tanhai Ne Sataya Hoga, Tb Tb Unhe Hamara Khayal Aaya Hoga, Gam Y Nai K Wo Bhul Gye Hmko, Gam Y Hai K Ro-Ro K Bhulaya Hoga.
************************************************
Vo Hum Ko Pathar Aur Khud Ko Phool Keh Kar Muskaraya Karte Hain.. Unhain Kia Pata Pathar To Pathar He Rehtain Hain.. Phool Hi Murjaya Karte Hain…
************************************************
Aap To Chand Ho Jise Sab Yad Karte Hain Or Hamari Kismat To Taro Jaisi Hai, Hume Yad Karna To Door, Log Apni Khawahish Ke Liye Hamare Tutne Ki Fariyad Karte Hain.
************************************************
Yaade Aati Hai Yaade jati Hai Kabhi KhuShiyaTo Kabhi Gum Lati HaiSikwa Na Karo ZinDagi Se Aaj Jo ZinDgi Hai Wahi To Kal Yaade Kehlati Hai
************************************************
Ab To Karle Mere Pyaar Pe Yakeen Warna Zindagi Beet Jaayegi Aazmane Mein..! Bahut Dekh Chuke Hai Makhmal Me Lipti Hui Bewafai Ab To Dil Ko Saccha Preet Mile
************************************************
Mera Kya Hai Ek Roz Jahan Se Rukh’sat Ho Jaunga, Mere Baad Na Aankho Se Moti Bahana Tum. Tere Bina Jinda Laash Hun Mujhe Koi Ehsaas Nahi, Chhukar Mere Jism Ko Koi Nayi Aas Na Jaganaa Tum.
************************************************
Aaj teri yaad hum seene se laga ke roye, Tanhai mein tujhe paas bula ke hum roye…. Kai baar pukara is dil ne tumhe aur har baar tumhe na paakar hum roye….
************************************************
HUM NAZRO SE DUR HAI ANKHO SE NAHI, HUM KHWABO SE DUR HAI KHAYALOSE NAHI, HUM DIL SE DUR HAI DHARKAN SE NAHI, HUM APSE DUR HAI APKI YADO SE NAHI…
0 comments:
Post a Comment