Sunday, 27 March 2016

Sad Shayri Page 73

Sad Shayri Page 73



************************************************


Tanha kaise raat bitayee jaati hai…
Ghaat-ghaat par phirne wale kya jaane,
Shabnam se bhi pyaas bujhayee jaati hai…..

************************************************


Bhingi palkon ke sang muskurane ki
Kash anjaam hum pehle se jaan jaate
To koshish na karte dil lagane ki

************************************************


Dil mein rahe pyar ki nishani bankar
Hum jinhe jagah dete hai aankhon ke andar
Woh aksar nikal jaate hai paani bankar

************************************************


hum khud hi laye the mausam tanhai ka,
woh toh meeelo dur the humse,
hum hi picha karte rahe unki parchai ka

************************************************


Kal ko milne ki aas rehne do,
Zindagi ki baqi pyas rhne do,
Apni khushiyan smait lo jana
Mujh ko u hi udas rhne do.



************************************************


Aj rotha howa
shaks both yad aya
Acha guzra howa kuch waqt bohut yaad aya
Jo mery dard ko seenay mein chupa leta tha
Aj jab dard hua to bohut yad aya.

************************************************


Hansi ne labon pe ana choor dia hai,
Khawabo ne palkon pe ana choor dia hai
Aati nahi hain tab se hichkiyaan bhi
Aap ne jab se yaad karna choor dia hai.

************************************************


Wada kero per nibhana sikho
Chahat dil mein rakho per jitna sikho
U hi kisi ko intizar na karvao
Koi ager pyar se SMS kare to jawab dena sikho.

************************************************


zulf rukh say hatta k bat karo
raat ko din bana k bat karo
ashianay k charagh madhum hain tum zara
aankhain uttha k baat karo koi taza fareb
danain ko tum zara muskara k baat karo
yeh bhi andazay guftagu hai koi jab karo dil dukha k bat karo.

************************************************


Kisiko apna banane me der lagti hai,
ek vada nibhane me der lagti hai,
pyar to pal bhar me ho jata hai,
magar unhe bhulane me umar lagti hai..

************************************************


0 comments:

Post a Comment